Capacitor change karke bhi chalta Nahin Hai pankha | ceiling fan coil check | ceiling Fan repair

2020-08-11 60

title
Capacitor change karke bhi chalta Nahin Hai pankha | ceiling fan coil check | ceiling Fan repair

Hi doston khempur repair channel Mein aapka Swagat hai

about
doston aaj main aapke liye ceiling fan ki video Lekar Aaya hun aur ceiling fan mein kya-kya problem hoti hai aur aap usko Kaise theek Karenge Yahi main aapko batane wala hun Chahe aapka ceiling fan Kisi bhi company ka ho ya FIR usmein koi bhi problem ho aap apne seling fan ko Khud repair kar sakte hain ceiling fan ded ho ghoom Nahin raha ho slow chalta ho ya FIR Jaam chalta Ho Awaaz karta ho ya FIR Hawa Nahin deta ho ceiling fan Mein Koi Bhi problem ho Ham usko repair karne ka Sahi Tarika aapko batate Hain ceiling fan mein kitne mfd ka capacitor Lagta Hai Kaun Sa capacitor lagta hai aur kab aapko capacitor Lagana chahie ceiling fan mein kitne inch ke blade Sahi Rahenge yah sab Ham aapko batate Hain Aaj Bhi main aapke liye ek Aisa Hi video Lekar Aaya hun is video ko aap Jarur Dekhen yah video aapke kam ka hai video ko like Karen share Karen thank u

Instagram
https://www.instagram.com/khempurrepair/

#khempurrepair #fan
#ceilingfanrepair #Ceilingfan